Meri Naznin Tum Muje Bhul Jana
Singer : Ahmed Husain & Mohammad Husain
Lyrics :
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
Mujhe tum se milne na dega jamanaa
Kabhi hum mile the kisi ek shahar me,
Kabhi hum mile the gulon ki Dagar me
Samajanaa ki thaa khvaab koi suhaana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
judai ke sadmon ko hans hans ke sahana,
mere geet sunanaa to khamosh rehna
kabhi inko sun ke na aansu bahana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
sunaa hia kisi ki dulhan tum banogi,
kisi gair ki anjuman tum banogi
kabhi raaz-e-ulfat labon par na lanaa
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना – अहमद हुसैन और मोहम्मद हुसैन
स्वर: अहमद हुसैन और मोहम्मद हुसैन
मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना, मुझे तुमसे मिलने न देगा ज़माना।
कभी हम मिले थे किसी एक शहर में, कभी हम मिले थे गुलों की डगर में।
समझना कि था ख़्वाब कोई सुहाना, मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना।
जुदाई के सदमों को हँस हँस के सहना, मेरे गीत सुनना तो ख़ामोश रहना।
कभी इनको सुन के न आँसू बहाना, मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना।
सुना है किसी की दुल्हन तुम बनोगी, किसी गैर की अंजुमन तुम बनोगी।
कभी राज़-ए-उल्फ़त लबों पर न लाना, मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना।
Aaj Bichhde Hai Kal Ka Koi Dar – Bhupinder
Singer : Bhupinder
Lyrics : Gulzar
Music : Khayyam
aaj bichhade hain, kal kaa dar bhi nahin
jindagee itanee mukhtasar bhee naheen
jakhm dikhate naheen abhi lekin
thhnde honge to dard nikalegaa
aish utaregaa wakt kaa jab bhee
cheharaa andar se jard nikalegaa
kahanewaalon kaa kuchh nahi jata
sahne wale kamaal karate hain
kaun dhundhe jawaab dardon ke
log to bas sawaal karate hain
kal jo ayega jaane kya hoga
beet jaae jo kal nahin aate
wakt ki shaakh todne walon
tuti shaakhon pe fal nahin aate
kachchi mitti hain, dil bhi insaan bhi
dekhane hi me sakht lagata hain
aansoo ponchhe to aansuon ke nishan
khushk hone me waqt lagta hai
Phir Teri Yaad – Bhupinder Singh
Singer : Bhupinder
Lyrics : Naqsh Layalpuri
Music : jaydev
phir teri yaad naye deep jalane aayee
meri duniya se andheron ko mitane aayee
naa koi dard naa ab dard kaa ahesaas raha
yu luta hoon mai ke kuchh bhi mere paas raha
meri barbadi pe ye ashq bahane aayee
phir teri yaad naye deep jalane aayee
in buji aakhon ke har khvaab ki tabir gayee
jal utha mai jo mere pyar ki taherir jali
mere daman me lagi aag bujane aayee
phir teri yaad naye deep jalane aayee
aayee teri yaaad….
sog me dubi hui lagti hai khanmosh fizaa
itna tanha na kisi shaam kisi raat na tha
meri tanhaai ko sine se lagane aayee
phir teri yaad naye deep jalane aayee
Aaina Mujse Meri Paheli Si Surat Mange – Talat Aziz
Singer : Talat Aziz
Music: Rajesh Roshan
apne meri hone ki nishani mange
aaina mujse meri paheli surat mange
mera fan phir muje bazaar mein le aaya hai
yeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain
baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
kookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hain
is badalti hui duniya ka khuda koi nahin
saste daamo pe yahan roz khuda bikate hain
har kharidaar ko bazaar mein bikataa paya
hum kya paayenge kisi ne yahaan kya paayaa
mere aheshas mere phool kahin aur chale
bol pujaa meri bachi kahin
Aaoge Jab Tum O Sajna – Ustad Rashid Khan
Singer : Ustad Rashid Khan
Lyrics : Sameer
Aaoge jab tum o saajana
Angana phool khilenge
Barsega saawan, barsega saawan jhoom jhoomke
Do dil aise milenge
Aaoge jab tum o saajana, angana phool khilenge
Naina tere kajraare hai, naino pe hum dil haare hai
Anjaane hi tere naino ne waade kiye kayi saare hai
Saanson ki lay madham chalein, tose gaye
Barasega saawan jhoom jhoomke, do dil aise milenge
Aaoge jab tum ho saajana, angana phool khilenge
Chanda ko taaku raaton mein, hai zindagi tere haanthon mein
Palkon pe jhilmil taarein hain, aana bhari barsaaton mein
Sapnon ka jahaan, hoga khila khila
Barasega saawan jhoom jhoomke, do dil aise milenge
Choom Kar Mad Bhari Aankhon Se – Pankaj Udhas
Singer – Pankaj Udhas
Lyrics –
Choomakar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz
usne bheja hai mere naam sharaabi kaagaz
Uske haathon me gulaabon ki mahak hai shaayad
uske choone se huaa saara gulaabi kaagaz
Aap Jinke Kareeb Hote Hain – Pankaj Udhas
Singer – Pankaj Udhas
Lyrics –
Aap jin ke kareeb hote hain Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Jab tabiyat kisi pe aati hain Maut ke din karib hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
zulm seh kar jo uff nahi karte Unke dil bhi ajeeb hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Ishq me aur kuchh nahi milta senkdo gum nasib hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
आप जिनके करीब होते हैं – पंकज उधास
स्वर – पंकज उधास
शायर –
लोग तुमको गुलाब कहेते हैं और जान-ए-शबाब कहेते हैं
आप जैसे हसीन चहेरों को हुम खुदा की किताब कहेते हैं
आप जिनके करीब होते हैं वो बडे खुशनसीब होते हैं
जब तबियत किसी पे आती है मौत के दिन क़रीब होते हैं
वो बडे खुशनसीब होते हैं
आप जिनके करीब होते हैं
झुल्म सहकर जो उफ नहीं करते उनके दिल भी अजीब होते हैं
वो बडे खुशनसीब होते हैं
आप जिनके करीब होते हैं
ईश्क़ में यार कुछ नहीं मिलता सेंकडों ग़म नसीब होते हैं
वो बडे खुशनसीब होते हैं
आप जिनके करीब होते हैं
Badi Nazuk Hai Ye Manzil – Jagjit Singh
Singer : Jagjit Singh
Shayar : Zameer Kazmi
Badi nazuk hai ye manzil muhabbat ka safar hai
Dhadak aahista se, e dil muhabbat ka safar hai
Koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai
Magar darne se kya haasil muhabbat ka safar hai
Batana bhi nahi aasan chhupana bhi kathin hai
Khudaya kis kadar mushkil muhabbat ka safar hai
Ujale dil ke faile hain chale aao na janam
Bahut hi pyar ke kabil muhabbat ka safar hai
Follow us on
Adverts
Adverts
Categories
Recent Posts
- Ho ke Majboor Muje Usne Bhulaya Hoga
- होके मजबूर मुझे उसने भुलाया होगा
- Meri Naznin Tum Muje Bhul Jana
- मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना – अहमद हुसैन और मोहम्मद हुसैन
- आज बिछड़े है कल का डर भी नहीं – भूपिन्दर
- Aaj Bichhde Hai Kal Ka Koi Dar – Bhupinder
- Phir Teri Yaad – Bhupinder Singh
- फिर तेरी याद नये दीप जलाने आई – भूपिन्दर
- Aaina Mujse Meri Paheli Si Surat Mange – Talat Aziz
- आईना मुझ से मेरी पहेली सी सुरत माँगे
- आओगे जब तुम ओ साजना – उस्ताद राशीद खान
- Aaoge Jab Tum O Sajna – Ustad Rashid Khan
- तेरी तो चाँद सितारों में बात होती है – मोहम्मद रफी
- Teri To Chand Sitaron – Mohammad Rafi
- Choom Kar Mad Bhari Aankhon Se – Pankaj Udhas
- चुमकर मद भरी आंखो से गुलाबी कागज़ – पंकज उधास
- Aap Jinke Kareeb Hote Hain – Pankaj Udhas
- आप जिनके करीब होते हैं – पंकज उधास
- Mere Liye To Bas Yahi – Mohammad Rafi
- मेरे लिये तो बस वही पल हैं – मोहम्मद रफी
- Ek Hi Baat Zamane Ki- Mohd Rafi
- एक ही बात ज़माने की – मोहम्मद रफी
- Uski Hasrat Hai Jise Dil Se – Jagjit & Chitra Singh.
- उसकी हसरत है जिसे दिल से मिटा – जगजित & चित्रा सिंघ
- मयकदे बंद करें – हरिहरन