Meri Naznin Tum Muje Bhul Jana
Singer : Ahmed Husain & Mohammad Husain
Lyrics :
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
Mujhe tum se milne na dega jamanaa
Kabhi hum mile the kisi ek shahar me,
Kabhi hum mile the gulon ki Dagar me
Samajanaa ki thaa khvaab koi suhaana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
judai ke sadmon ko hans hans ke sahana,
mere geet sunanaa to khamosh rehna
kabhi inko sun ke na aansu bahana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
sunaa hia kisi ki dulhan tum banogi,
kisi gair ki anjuman tum banogi
kabhi raaz-e-ulfat labon par na lanaa
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
Aaj Bichhde Hai Kal Ka Koi Dar – Bhupinder
Singer : Bhupinder
Lyrics : Gulzar
Music : Khayyam
aaj bichhade hain, kal kaa dar bhi nahin
jindagee itanee mukhtasar bhee naheen
jakhm dikhate naheen abhi lekin
thhnde honge to dard nikalegaa
aish utaregaa wakt kaa jab bhee
cheharaa andar se jard nikalegaa
kahanewaalon kaa kuchh nahi jata
sahne wale kamaal karate hain
kaun dhundhe jawaab dardon ke
log to bas sawaal karate hain
kal jo ayega jaane kya hoga
beet jaae jo kal nahin aate
wakt ki shaakh todne walon
tuti shaakhon pe fal nahin aate
kachchi mitti hain, dil bhi insaan bhi
dekhane hi me sakht lagata hain
aansoo ponchhe to aansuon ke nishan
khushk hone me waqt lagta hai
Aaina Mujse Meri Paheli Si Surat Mange – Talat Aziz
Singer : Talat Aziz
Music: Rajesh Roshan
apne meri hone ki nishani mange
aaina mujse meri paheli surat mange
mera fan phir muje bazaar mein le aaya hai
yeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain
baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
kookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hain
is badalti hui duniya ka khuda koi nahin
saste daamo pe yahan roz khuda bikate hain
har kharidaar ko bazaar mein bikataa paya
hum kya paayenge kisi ne yahaan kya paayaa
mere aheshas mere phool kahin aur chale
bol pujaa meri bachi kahin
आईना मुझ से मेरी पहेली सी सुरत माँगे
गायक : तलत अझीझ
संगीत : राजेश रोशन
आईना मुझसे मेरी पहेली सी सुरत माँगे
मेरे अपने मेरे होने की निशाानी माँगें
मैं भटकता ही रहा दर्द के विरान में
वक्त लिखता रहा चेहरे के हर पल का हिसाब
मेरी शोहरत मेरी दिवानगी की नझर होगी
पी गयी मय की बोतल मेरे गीतोँ की किताब
आज लौटा हूँ तो हँसने की अदा भूल गया
ये शहर भूला मुझे मैँ भी इसे भूल गया
मेरे अपने मेरे होने की निशाानी माँगें
आईना मुझसे मेरी पहेली सी सुरत माँगे
मेरा फन फ़िर मुझे बाझार में ले आया है
ये वह जां है के जहाँ महेरो वफ़ा बिकते हैं
बाप बिकते हैं और लख्ते जिगर बिकते हैं
कूख बीकती है दिल बिकता है सर बिकते हैं
इस बदलती हुई दुनिया का खुदा कोई नही
सस्ते दामो मे हर रोझ खुदा बिकते हैं
मेरे अपने मेरी होने की निशानी मांगे
आईना मुझसे मेरी पहेली सी सुरत माँगे
हर खरीदार को बाझार मे बिकता पाया
हम क्या पाएंगे किसीने यहा क्या पाया
मेरे एहसास मेरे फूल कहीं और चलें
बोल पूजा मेरी बच्ची कहीं और चलें
Aaoge Jab Tum O Sajna – Ustad Rashid Khan
Singer : Ustad Rashid Khan
Lyrics : Sameer
Aaoge jab tum o saajana
Angana phool khilenge
Barsega saawan, barsega saawan jhoom jhoomke
Do dil aise milenge
Aaoge jab tum o saajana, angana phool khilenge
Naina tere kajraare hai, naino pe hum dil haare hai
Anjaane hi tere naino ne waade kiye kayi saare hai
Saanson ki lay madham chalein, tose gaye
Barasega saawan jhoom jhoomke, do dil aise milenge
Aaoge jab tum ho saajana, angana phool khilenge
Chanda ko taaku raaton mein, hai zindagi tere haanthon mein
Palkon pe jhilmil taarein hain, aana bhari barsaaton mein
Sapnon ka jahaan, hoga khila khila
Barasega saawan jhoom jhoomke, do dil aise milenge
Choom Kar Mad Bhari Aankhon Se – Pankaj Udhas
Singer – Pankaj Udhas
Lyrics –
Choomakar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz
usne bheja hai mere naam sharaabi kaagaz
Uske haathon me gulaabon ki mahak hai shaayad
uske choone se huaa saara gulaabi kaagaz
Aap Jinke Kareeb Hote Hain – Pankaj Udhas
Singer – Pankaj Udhas
Lyrics –
Aap jin ke kareeb hote hain Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Jab tabiyat kisi pe aati hain Maut ke din karib hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
zulm seh kar jo uff nahi karte Unke dil bhi ajeeb hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Ishq me aur kuchh nahi milta senkdo gum nasib hote hain
Wo bade khush naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Haath Chhute Bhi To – Jagjit Singh
Singer : Jagjit Singh
Poet : Gulzar
haath chhute bhi to, rishtey nahi chhuta karte
waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte
jiski aawaaz mein silwat ho, nigahon me shikan
aisi tasvir ke tukde nahi joda karte
shahad jine ka mila karta hai thoda thoda
janewalon ke liye dil nahin toda karte
lag ke saahil se jo bahta hai use bahne do
aise dariya ka kabhi rukh nahin moda karte
waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte
haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte
हाथ छूटे भी तो – जगजित सिंघ
स्वर : जगजित सिंघ
शायर : गुलज़ार
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छूटा करते
वक्त की शाख से पत्ते नहीं टूटा करते
जिसकी आवाज में सिलवट हो निगाहोँ में शिकन
ऐसी तस्वीर के टुकडे नहीं जोडा करते
शहद जिने का मिला करता है थोडा थोडा
जानेवालों के लिये दिल नहीं तोडा करते
लगके साहिल से जो बहता है उसे बह जाने दो
ऐसे दरिया का कभी रुख नहीं मोडा करते
Dil Dhadkane Ka Sabab – Asha Bhosle
Singer – Asha Bhosle
Lyrics – Nasir Kazmi
Dil Dhadkane Ka Sabab Yaad Aaya
Woh Teri Yaad Thi Ab Yaad Aaya
Aaj Mushkil Tha Sambhalana Aye Dost
Tu Musibat Mein Ajab Yaad Aaya
Haal-e-Dil Hum Bhi Sunate Lekin
Jab Woh Rukhsat Huey Tab Yaad Aaya
Din Guzaara Tha Badi Mushkil Se
Phir Tera Wada-e-Shab Yaad Aaya
Baith Kar Saaya-e-Gul Mein Nasir
Hum Bahot Roye Woh Jab Yaad Aaya
Follow us on
Adverts
Adverts
Categories
Recent Posts
- Ho ke Majboor Muje Usne Bhulaya Hoga
- होके मजबूर मुझे उसने भुलाया होगा
- Meri Naznin Tum Muje Bhul Jana
- मेरी नाज़नीं तुम मुझे भूल जाना – अहमद हुसैन और मोहम्मद हुसैन
- आज बिछड़े है कल का डर भी नहीं – भूपिन्दर
- Aaj Bichhde Hai Kal Ka Koi Dar – Bhupinder
- Phir Teri Yaad – Bhupinder Singh
- फिर तेरी याद नये दीप जलाने आई – भूपिन्दर
- Aaina Mujse Meri Paheli Si Surat Mange – Talat Aziz
- आईना मुझ से मेरी पहेली सी सुरत माँगे
- आओगे जब तुम ओ साजना – उस्ताद राशीद खान
- Aaoge Jab Tum O Sajna – Ustad Rashid Khan
- तेरी तो चाँद सितारों में बात होती है – मोहम्मद रफी
- Teri To Chand Sitaron – Mohammad Rafi
- Choom Kar Mad Bhari Aankhon Se – Pankaj Udhas
- चुमकर मद भरी आंखो से गुलाबी कागज़ – पंकज उधास
- Aap Jinke Kareeb Hote Hain – Pankaj Udhas
- आप जिनके करीब होते हैं – पंकज उधास
- Mere Liye To Bas Yahi – Mohammad Rafi
- मेरे लिये तो बस वही पल हैं – मोहम्मद रफी
- Ek Hi Baat Zamane Ki- Mohd Rafi
- एक ही बात ज़माने की – मोहम्मद रफी
- Uski Hasrat Hai Jise Dil Se – Jagjit & Chitra Singh.
- उसकी हसरत है जिसे दिल से मिटा – जगजित & चित्रा सिंघ
- मयकदे बंद करें – हरिहरन